Shrirangapattana is situated in Bangalore-Mysore road and it is 20 Kms from Mysore.
Shri Rangnath Swamiji Temple approximate 1700 years old temple is a temple of Bhagvan Vasudev ( God Vishnu ) .
Bhagvan Shri Rangnath temples
1) In East direction at Shrirangam
2) In South Direction at Trivannatpuram
3) In West Direction at Shrirangapattna
At Shrirangapattna Bhagvan Ranganath adisheshnag pe apne right hand se shir ko dharna kiye hue hai aur left hand unke thigh per hai . swamiji ke charna kamal per kaveri mata viraj maan hai.
Aisi manyata hai ki Mandir Ke paas ek sangam hai jahan tin nadiyon ka paani aata hai mein snan karke darshan karne se sabhi kamnaye puri hoti hai
Ye tin nadiyan hai
1) Kaveri
2) Hemavati
3) Lokapavani
Kaveri aur Hemavati nadi KRS dam ke pahle milti hai ... aur Kaveri aur Lokapavani sangam ghat se kuchh duri pahle milti hai